Aankhon mein teri English lyrics (Om Shanti Om)
(Music)
Aankhon mein teri ajab si ajab si adaayein hain
Ho...
Aankhon mein teri ajab si ajab si adaayein hain
Dil ko bana de jo patang saansein ye teri wo hawaayein hain

Ho....
Aankhon mein teri ajab si ajab si adayein hain
Dil ko bana de jo patang saansein ye teri wo hawayein hain
Aai aisi raat hai jo bahot khushnasib hai
Chahe jise door se duniya wo mere karib hai
Kitna kuchh kehna hai phir bhi hai dil me sawal kahi
Sapnon mein jo roj kaha hai wo phir se kahun ya nahin..
Aankhon mein teri ajab si ajab si adaayein hain
Ho.....
Aankhon mein teri ajab si ajab si adaayein hain
Dil ko bana de jo patang saansein ye teri wo hawayein hain
(Music)
Tere saath-saath hai aisa
Koi noor aaya hai
Chaand teri roshni ka
Halka sa ek saaya hai
Teri najron ne dil ka kiya jo hasar
Hasar ye huaa
Ab inme hi doob ke ho jaau paar
Yahi hai duaa...
Aankhon mein teri ajab si ajab si adaayein hain
Ho......
Aankhon mein teri ajab si ajab si adaayein hain
Dil ko bana de jo patang saansein ye teri wo hawaayein hain
(Music)
Song Title: Aankhon Mein Teri
Singer: K K
Movie: Om Shanti Om(2007)
Song Duration(mm:ss)- 04:08